Thursday, 16 November 2017

Ghamgeen Urdu Poetry Pics SMS

Ghamgeen Poetry is a sad part of Urdu Shayari by great authors that are mostly found, sad peoples who express their sadness with others. Here is the right page If you find Ghamgeen Shayari that I will keep on updating PickPoetry.Blogspot.com.
Browse our collection that you can freely download and pick the right lines to share with friends and others from directly on this page and see them out right below.











      Ghamgeen Urdu Poetry Pics SMS 

Tum Haqeeqat Ho Ya Faraib Mere Ankhon Ka,
Na Dil Se Nikalte Ho Na Zindagi Main Aate Ho.

Jo TUM Bolo Bikhar Jayein, Jo TUM Chaho Sanwar Jayein,
Magar Yoon Tootna Jurnaa Buhat Takleef Deta Hai.

Band pinjaroon mein parindoon ko dekha hai kbhi,
Aise sisaktey hain muhabbat k mujrim Saaqi.

Tumhe maloom hai jana k tum bhi Ek Qatil ho,
Mere andar ka hansta hua insaan tumne maar dala ha.

Rakha Hai Dil Main Ham Ne Baray Ehtraam Se,
Jo Ghum Diya Hai Tum Ne Mohabbat K Naam Se.


kam us sy aa para hai zamane bhar mein,
lewy na koi naam jiska sitam gar kahe baghair.

Nah kar dil Azari, Nah kr ruswa Mujhe jurm bata,
saza suna aur khatam Kar Mujhe.

kya Kahoon Zindagi k Baray main,
Ek tamasha tha Umar bhar Dekha.

Meri Khaak Bhi Urry Gi Ba-Adab Teri Gali Me.
Tere Astaan Se Ooncha Na Mera Ghubaar Hoga.


So this is my post about Ghamgeen Urdu Poetry. Do you like my this post? or find any of misuse in this post also you can submit your needs by commenting below. Thanks

About Author

Urdu Poetry
Urdu Poetry

Author & Editor

Has laoreet percipitur ad. Vide interesset in mei, no his legimus verterem. Et nostrum imperdiet nostrum imperdiet appellantur appellantur usu, mnesarchum referrentur id vim.

0 comments:

Post a Comment